Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Jitendra
Home Jitendra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aashaon ke saawan mein aashaon ke saawan mein umangon ki bahaar mein tum mujhko dhundho main kho jaaun pyaar mein eeee eeee eee eeee eeee aashaon ke saawan mein umangon ki bahaar mein tum mujhko dhundho main kho jaaun pyaar mein eeee eeee eee ee aashaon ke saawan mein sur se ye jeevan sangeet bana teri paayal chhanki geet bana sur se ye jeevan sangeet bana teri paayal chhanki geet bana chham chham chham ghungharoo gaate hain chham chham chham ghungharoo gaate hain aao aao aao tumhen hum pehnaate hain geet piro ke inn saanson ke haar mein eee eee eee eeee ee aashaon ke saawan mein umangon ki bahaar mein tum mujhko dhundho main kho jaaun pyaar mein jalte angaaron ko chhed gayi rutt mann ke taaron ko chhed gayi jalte angaaron ko chhed gayi rutt mann ke taaron ko chhed gayi mann mein deep jale sargam seeeeeeee mann mein deep jale sargam se saat suron ke iss sangam se ye sapnon ke phool khile sansaar mein eee eee eee eee eee aashaon ke saawan mein umangon ki bahaar mein
apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de neend meri loot li re teri aankhon ne zamaane se main keh doongi bahaane se main keh doongi tu chakor hai mera tu chitchor hai mera hosh mere loote hain teri zulfon ne bahaaron se main keh doonga ishaaron se main keh doonga ho oo paas bulaate hain mujhko ye honth tere matwaale apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de laa laa la laa laa la lalalala lalalalalala khwaab tere meri raaton mein aate hain manaa kar de nadanon ko na chheden ye armaanon ko inko rok de zara tu inko tok de zara geet tere mere honthon pe aate hain manaa kar de nadanon ko na chheden ye armaanon ko aag lagaati hain dil mein har baat tere dil waale
armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye rutt aayi wafaaon ki iqraar ke din aaye rutt aayi wafaaon ki iqraar ke din aaye ab dil mein na machlega deewana koi dil ka ab dil mein na machlega deewana koi dil ka khaamoshi na rokegi afsaana koi dil ka hothon ne girah kholi izhaar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye mukhda na chhipayenge hum chaanv mein baahon ki mukhda na chhipayenge hum chaanv mein baahon ki ban aayegi in pyaasi matwaali nigaahon ki wo shaam e haya beeti deedar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye ab hongi is ek dil ko behlaane ki sau baatein ab hongi is ek dil ko behlaane ki sau baatein sau baatein bigadne ki man jaane ki sau baatein tanhaayi mein sajan se takrar ke din aaye armaan tha humein jinka wo pyaar ke din aaye rutt aayi wafaaon ki iqraar ke din aaye
haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi pyaar kiya pyaar kiya kaliyon ke mehkte angon se pyaar kiya maine gul ke gulaabi gaalon se aa haa haa aa haa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pyaar kiya nargis si naseeli aankhon se pyaar kiya badali ki rangeeli zulfon se khuli chandani mein aa haa haa khuli chandani mein maine abhisaar kiya haan maine bhi haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi pyaar kiya thaam liya seene pe uchhalti lehron ko jhoom utha baahon mein pakad tufaanon ko aa haa haa aa haa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa choom liya bijali ke machalte hoonthon ko loot liya maine mast ubharti bahaaron ko raat
ho ho ho kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to kis ko pata tha chandni jaayegi kaali ghata chhayegi kis ko pata tha chandni jaayegi kaali ghata chhayegi thandi phuhaar humein paas paas laayegi baat ban jaayegi dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to neendiyaan ke baadal ghir ghir aaye hain hooo aakhon pe chhaye hain rang bhare sapnon ko sang sang laaye hain haan jaal bichhaye hain pyaar ki khushboo mehak rahi hai saanson ki raagni mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi
kisi raah mein kisi mod par kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi haal mein kisi baat par kahin chal na dena tu chhod kar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mera dil kahe kahin ye na ho mera dil kahe kahin ye na ho nahin ye na ho nahin ye na ho kisi roz tujhse bichhad ke main tujhe dhoondhati phiroon dar badar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera rang saaya bahaar ka tera rang saaya bahaar ka tera roop aaina pyaar ka tujhe aa nazar mein chhupa loon main tujhe lag na jaaye kahin nazar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar tera saath hai to hai zindagi tera saath hai to hai zindagi tera pyaar hai to hai roshani tera pyaar hai to hai roshani kahan din ye dhal jaaye kya pata kahan raat ho jaaye kya khabar mere humsafar mere humsafar mere humsafar mere humsafar kisi raah mein kisi mod par kahin chal na dena tu chhod kar mere
phool hai baharon ka baagh hai nazaaron ka aur chaand hota hai sitaaron ka mera tuuuu uu uu uu tu hi tu phool hai baharon ka baagh hai nazaaron ka aur chaand hota hai sitaaron ka mera tuuuu tu hi tu haan mauj hai kinaaron ki raat beqaraaron ki aur tim tim saawan ki phuhaaron ki mera tuuuu uu uu uu tu hi tu mauj hai kinaaron ki raat beqaraaron ki aur tim tim saawan ki phuhaaron ki mera tuuuu tu hi tu kabhi kahin main kho jaun kahan dhunde kahan jaaye mera pata phir tu kisse puchhe jiske dil mein tu basa hai jiske dil mein tu chhupa hai wo tujhe galiyon mein kyun dhunde aaa haaaaaaaaaaan naam mastane ka ishq hai deewane ka aur teer hota hai nishaane ka meri tuuuu uu uu tu hi tu o deewaane maine socha kya kaha hai kya hua hai tune dil kyun thaam liya hai o haseena kya bataun tere dil mein mere dil ko pyaar bhara paigaam diya hai aaa haaaaaaaaaaan preet hai zamaane ki baat hai fasaane ki aur shamma hoti hai parwaane ki mera tuuuu uu uu uuu tu hi tu haan mauj hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aashaon Ke Saawan Mein Aasha (1980) 05:46 20073
 
Poster of Aasha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Reena Roy, Jitendra
Duration : 05:46   Song Number : 20073   

Apne Nainon Ko Samjha De Maa Aur Mamta (1970) 04:15 32692
 
Poster of Maa Aur Mamta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mumtaj, Jitendra
Duration : 04:15   Song Number : 32692   

Armaan Tha Humein Aulad (1968) 04:13 32307
 
Poster of Aulad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Babita, Jitendra
Duration : 04:13   Song Number : 32307   

Haan Maine Bhi Pyar Boond Jo Ban Gayee Moti (1967) 04:17 12933
 
Poster of Boond Jo Ban Gayee Moti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Satish Bhatia
On Screen Actors- 
Mumtaj, Jitendra
Duration : 04:17   Song Number : 12933   

Kabhi Kabhi Aisa Bhi Waris (1969) 03:54 11861
 
Poster of Waris (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jitendra
Duration : 03:54   Song Number : 11861   

Kisi Raah Mein Mere Humsafar (1970) 06:34 20782
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Jitendra
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 06:34   Song Number : 20782   

Phool Hai Baharon Ka Jigri Dost (1969) 05:20 21104
 
Poster of Jigri Dost (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Komal, Jitendra, Mumtaj
Duration : 05:20   Song Number : 21104   
Karaoke Songs of Jitendra, Sad Songs of Jitendra, Love Songs of Jitendra, Dance Songs of Jitendra, Hip-hop songs of Jitendra, Best songs of Jitendra, Super hit songs of Jitendra, hit songs of Jitendra, duet songs of Jitendra, solo songs of Jitendra, old songs of Jitendra, famous songs of Jitendra, Hindi Karaoke Songs of Jitendra, Hindi Sad Songs of Jitendra, Hindi Love Songs of Jitendra, Hindi Dance Songs of Jitendra, Hindi Hip-hop songs of Jitendra, best Hindi songs of Jitendra, super hit Hindi songs of Jitendra, hit Hindi songs of Jitendra, duet Hindi songs of Jitendra, solo Hindi songs of Jitendra, old Hindi songs of Jitendra, famous Hindi songs of Jitendra, Sing Along Songs of Jitendra, Sing Along Sad Songs of Jitendra, Sing Along Love Songs of Jitendra, Sing Along Dance Songs of Jitendra, Sing Along Hip-hop songs of Jitendra, Sing Along Best songs of Jitendra, Sing Along Super hit songs of Jitendra, Sing Along hit songs of Jitendra, Sing Along duet songs of Jitendra, Sing Along solo songs of Jitendra, Sing Along old songs of Jitendra, Sing Along famous songs of Jitendra